Urdu Question

36
Urdu begmaat k aansoo kis ki tasneef hay? 2-firdos e barein (novel) main kis k bary main zikar hay. 3-nukaat e shura kis ki tasneef hay. 4-Mir taqi mir ki tasneef konsi hay, 5-mujhay merey dosto say bachaou kis ka afsana hay, 6-buza khafsh k maani ? 7-daman tar hona kin maeno main istemaal howa hay, 8-fail machana kin mano main istemal howa hay, 9-rekhti k maani? 10-robaae main kitnay shair hotay hain 11- hiko main kitnay shair hotay hain, 12-sanat main kitnay shair hotay hain, 13-qita main kitnay shair hotay hain, 14-Farhag e Asfia kis ki tehreer karda hay, 15-Panj ahang ka musanif kon hay, 16-ibn e insha, yousfi, main konsi qadar mushtarik hay, 17-miti ka dia kis ki tasneef karda kitab hay, 18-Roshnaaii kis ki tasneef karda kitab hay, 19-mehr neemroz main ghalib nay kis k baray main likha hay, 20-Gubar e khatir kis tarah ki tasneef hay, 21- Soz e watan kis ki tehreer karda hay, 22-Khuda e sukhan kisay kehtay hain, 23-Khuwaja mir dard or khuwaja hasan nizami main kiya qadar mushtarik hay, 24-Separa e Dil main kis qism k mazameen miltay hain, 25-shair ka qafia pocha geya 26- shair ka radeef pocha geya 27- shair k khaliq ka naam pocha geya, 28-Mir ANEES or Mir Dabeer nay jo marseye likhay wo kis shakal main thay makhmas ya musadas, 29-j.platts or sheakspare nay urdu adab main kiya aehm kam kiya, 30-Majalis e nisaa ka adeeb kon hay, 31- teen main na teera main hona ,kiya maani deta hay 32-sheen qaaf durst hona ka matlb, 33-konsi sinf e adab ghazal k qareeb tareen hay 34-shaaair k kalaam ko parakhnay k liy konsi sinf hamesha aehm rahi hay 35-nazm dar nazm konsi nazm hoti hay, 36-taraqe pasand tehreek main shamil afsana nigaar ka naam, 37-jogan kis shaair ki nazm hay, 38- konsay shair SHAIR KASHMIR k tor pay janay jatay hain, 39-iqbal ki kitab BANG E DARA ka debacha kis nay likha,

description

this documents include the previous questions of ppsc

Transcript of Urdu Question

Urdu

begmaat k aansoo kis ki tasneef hay?2-firdos e barein (novel) main kis k bary main zikar hay.3-nukaat e shura kis ki tasneef hay.4-Mir taqi mir ki tasneef konsi hay,5-mujhay merey dosto say bachaou kis ka afsana hay,6-buza khafsh k maani ?7-daman tar hona kin maeno main istemaal howa hay,8-fail machana kin mano main istemal howa hay,9-rekhti k maani?10-robaae main kitnay shair hotay hain11- hiko main kitnay shair hotay hain,12-sanat main kitnay shair hotay hain,13-qita main kitnay shair hotay hain,14-Farhag e Asfia kis ki tehreer karda hay,15-Panj ahang ka musanif kon hay,16-ibn e insha, yousfi, main konsi qadar mushtarik hay,17-miti ka dia kis ki tasneef karda kitab hay,18-Roshnaaii kis ki tasneef karda kitab hay,19-mehr neemroz main ghalib nay kis k baray main likha hay,20-Gubar e khatir kis tarah ki tasneef hay,21- Soz e watan kis ki tehreer karda hay,22-Khuda e sukhan kisay kehtay hain,23-Khuwaja mir dard or khuwaja hasan nizami main kiya qadar mushtarik hay,24-Separa e Dil main kis qism k mazameen miltay hain,25-shair ka qafia pocha geya26- shair ka radeef pocha geya27- shair k khaliq ka naam pocha geya,28-Mir ANEES or Mir Dabeer nay jo marseye likhay wo kis shakal main thay makhmas ya musadas,29-j.platts or sheakspare nay urdu adab main kiya aehm kam kiya,30-Majalis e nisaa ka adeeb kon hay,31- teen main na teera main hona ,kiya maani deta hay32-sheen qaaf durst hona ka matlb,33-konsi sinf e adab ghazal k qareeb tareen hay34-shaaair k kalaam ko parakhnay k liy konsi sinf hamesha aehm rahi hay35-nazm dar nazm konsi nazm hoti hay,36-taraqe pasand tehreek main shamil afsana nigaar ka naam,37-jogan kis shaair ki nazm hay,38- konsay shair SHAIR KASHMIR k tor pay janay jatay hain,39-iqbal ki kitab BANG E DARA ka debacha kis nay likha,40- konsay shair hain jo farsi k shair hain,41-ghalib k khatot pay mushtamil konsi kitab hay,42- Fasana e ajaib kahan likhi gai43-mazdoro ka shair kisay kehtay hain,44-raaeesul aehraar kis shair ko kaha geya,45-hali nay kaha hay k shairi k liy sab say behter sinf konsi hay,46.punj ahang kis k khtot ka majmoa hy?47.Molana qadir girami jo IQBAL k dost thy ?kis kis zuban me shairi krty thy?48.Ankhein sufeed hona, kin mano mein istamal hota hy?

49.mahawra me lafz apny haqeqi mano me istamal hota hy ya majazi mein?50.Rozmra me lafz apny haqeqi mano mein istamal hota hy ya majazi mano mein?51.Fakhta urana k mani kia hy?52.”shahnama islam “kis form me hy?53.Taraqi psnd tehreek k roh.e.rawan kon thy?54.Rubai ,hiko,sanet mein kitny misray hoty hein? (sheir nhi misray pocha gia tha)55.”elan.e.jung dour-e-hazir k khilaf” kis kitab k shro me likha hy?56) Kis ne first time Zinda Dilan e Lahore Ki term istemal ki thi?57) SePara-e-Dil ki Khasoosiat?58) Musawar-e-Mashriq?59) Shoki e tehreer kis ki tasneef hai?60) Last pe Jo qita tha us k poet kon thay?61) Kon se nasr ghazal lagti hai?62) Iqbal ki kis book ma Doray hazar kay khilaf elan jang ka elan kia?63) sheakspear, platto and felan ne urdu k liay kia kia?64.meer taqi meer ne kha wafat pai?65.ks shair ko mazdoor shair khty hain?66.ks ko rayes e ahrar kha jata ha?67.ankhain safaid ho jana ka matlb ha?68.sabaz qadam hona ka matlb ha?69.allama iqbal ki pehli kitab ka kia nam tha?70.allama iqbal ki ks kitab main urdu or farsi shairi mojood ha?71.rikhti se kia muraadd ha?72.meer taqi meer ki kitab ka kia nam ha?73.rubaee or qataa main kitny ishar hoty hhain?74.sonit or hayko se kia murad ha?75.bahadur shah zafar ka ustad kon tha?76.hali ks sanif shairi ko psnd krty hain?77.allma iqbal ki ks nazam ko un ka hasil e qalam kha jata ha?78.radeef or qafia kia hota ha?

Answer and question

Questions Answers:-In Urdu Language Only For Pakistani Users.

• Q:- Dehli Mein Sab Se Pehly Urdu Mah.e.Nama Ka Nama Btaiye?• Ans:-Mah.e.Nama Zabaan.• Q:- Ilama Iqbal Ka Pehla Majmoah Kilam Kab Shaya Howa?• Ans:- Year 1924.• Q:- Urdu Mein Konsay Shahir Ko Shahiri Khuda.e.Sakhan Kehtay Hein?• Ans:-Mir Taqqi Mir.• Q:-Neki Elam Hay Badi jahalat Hay Ye Qol Kis Ka Hy?• Ans:- Sqrat.

• Q:- Urdu Ki Pehli Nowel Nigaar Khatoon Ka Name Btaiye?• Ans:- Rasheeda.un.Nisaa Begum.• Q:- Urdu Kay Jasosi Nowel Nigaar Kon Thay?• Ans:- Zaffar Umer.• Q:- Dunya Ki Sab Se Pehli Kitab Kab Shaya Hui?• Ans:- Year 1457.• Q:- Qalam Ka Mazdoor Kis Shahir Ko Kaha Jata Hy?• Ans:- Afzal Parwaiz.• Q:- Kis Mumtaz Adeeb ko Pakistan ka Mehmar.e.Awal Kehtay Hen?• Ans:- Sir Syed Ahmed Khan.• Q:- Woh Konsa Mazhab Hay Jo Apnay Mazhab Ko Na Dfnaty Hen aur Na He Jalaty Hen Balkay Gadhon Kay Khanay Kay Liye Aik Khaas Hmarrt Par Phenk Detay Hen Is Hmarrt ka Name Btaiye?• Ans:- Mahzab Parsi Aur Hmarrt Ko Dakhma Kehtay Hen.• Q:- Woh Konsay 2 Mahzab Hen Jin Kay Darmain Tombaco Noshi Haram Hy?• Ans:- Seixh Aur Parsi.• Q:- Deen Islam Kay Ilawa Kis Mazhab Kay Bani Ne Quran Paak Kay Matahlay Ko Insan Ki Nijaat Ka Zareya Qarar Diya?• Ans:- Sexh Mazhab Kay Bani Baba Grononic.• Q:- Robber Ka Drakht Sab Se Pehlay Kis Mulk Me Dryaft Howa Aur Robber Drakht kay Kis Hisay Se Hasil Hota Hy?• Ans:- Ye Drakht Sab Se Pehlay Brazil Me Dryaft Howa Aur Robber Drkht Kay Dodh Se Hasil Hota hy.• Q:- Wo Konsa Keera Hay Jis kay Khoon Ka Rang Safaid Hota Hy?• Ans:- Kakroch.• Q:- Kis Tareekh Ko Quid.i.Azam Ne Qomi Parcham Manzoor kiya?• Ans:- 11 August 1947.• Q;- Saal Ka Sab Se Bara Din Aur Sab Se Chota Din Konsa hy?• Ans:- Bara Din 22 June Aur Chota Din December Hota Hy.• Q:- Pakistan Ka Matlab LA.ILAHA.ILLALLAH Kab Aur Kis Ne Tajveez kiya/• Ans:- Janab Asghar Sodai Ne 1944 Mein Tehreek Pakistan Kay Zamanay Mein Tajveez Kiya.• Q:- Dunya Ka Sab Se Buland Tareen Control Tower Kis Airport Ka Hy Aur Is ki Onchai Kitni Hay?• Ans:- Rovoici Charlice Degaan Airport Ka Tower 80 Metr Buland Hy.• Q;- Dunya Ki Sab Se Anokhi Mefoz Tehreen Aur Sab Se Qeemti Tehreen Car Kis Badshah Kay Liye Bnai Gai?• Ans:- Mahzol Shah Iran Raza Shah Palwi Kay Liye.• Q:- Woh Konsa Mulkh Hay Jis Ki Hakoomat Aurton Ko Shoheron ki Maar Ki Waja Se Zakhmi Honay Par Mowza Adaa Karti Hay?• Ans:- Bartania Ki Hakoomat.• Q:- Habib Bank Limted Ka Head Office Is Waqat Krachi Mein Hy Pakistan Bannay Se Pehlay Kahan Tha?• Ans:- Bombai Mein.• Q;- Mukamal Se Mukamal Sooraj Gehran Kitnay Mins Tak Rehta Hy?• Ans:- 4-1/2 Mins Tak.• Q:- Dunya Ki Sab Se Pehli Badshahet Kis Mulkh Mein Qaim Hui?• Ans:- Missar Mein.• Q:- Sab Se Pehly Traffic Isharay Kab Aur Kahan Lagaye Gaye?• Ans:- 1868 Ko London Kay Parliment Chowk Mein.• Q:- James Bond 007 Bartanvi Secrate Service Kay Khaliq Ka Name Kia Tha?• Ans:- Oin Fleaming Apnay Betay Ki Salgirah Kay Moqah Par Heart Attack Se Intiqal Kar Gaya Is Ki

Umer 56 Saal Thi.• Q:- Iqwaam Mataddah Ki Tareekh Mein Wo Konsa Moqah Hy Kay Jab Saddar Ki Taqreeb Se Qabbal Quran Majeed Ki Talawat Ki Gayi?• Ans:- Jab Genral Muhammad Zia.ul.Haq Shaheed Ne Alim Islam Ka Nmainda Honay Ki Haseesh Se Iqwam Mataddah Kay 35wein Ijlaas Se Khitaab Kia.• Q:- Hakomat Ne khulfa.e.Rashdeen,Sahaba Karam Aur Ehl.e.Bait Ki Shaan Mein Gustakhi Karnay Walo Ki Saza Kab Aur Kia Maqarar Ki?• Ans:- 3 Saal Qaid Baamshkat Aur Jurmana 15Sep1980 Ko.• Q:- Woh Konsi 2 Hastian Hein Jino Ne Poori Roye Zameen Par Hakomat Ki?• Ans:- Hazrat Suleman A.s Aur Hazrat Sakandar Zowalqarneen A.s.• Q:- Woh Konsi Hasti Hay Jis Ki Hakomat Sirf Zameen Par Nai Balkay Asmano Par Bi Hy?• Ans:- Aeina Jamal Kabriya, Ahmed Mujtba Rsalat Maab Hazrat Muhammad Mustafa (s.a.w).• Q:- Har Janwar Ka Khoon Napak Hota Hy Lekin Aik Janwar Aisa Hy Jis Ka Khoon Pak Hota Hy Is Ka Name Btaiye?• Ans:- Machhar.• Q:- Sayary Sitary Sooraj Chand Kaisy Banay?• Ans:- Aik Azeem Dmaka Howa Jo (Big Bank) Kehlata Hy Jis Kay Natijay Mein Kehkshaon Ki Shakal Mein Zaher Howay.• Q:- Zameen Ki Androoni Aur Behrooni Partein Kis Tarah Ki Hein?• Ans:- Qasher.e. Arz Jis kay Uper Hum Rehtay Hein Kisi Thoss Chilkay Ki Tarah Hy Jab Kay Kra.e.Zameen Ki Androoni Partein Neit garam Aur Mayah Hein.• Q:-Unglion Kay Poron Ki Kya Khasosiat Hy?• Ans:- Kisi Bi 2 Insano Kay Poron Kay Nishan Aik Jaisy Nai Hotay Hatta kay Hum Bhai he Kio Na Hon.• Q:- Unglion Kay Poron Ki Tehqeeq Sciencei Treeqa Kab Hui?• Ans:- Sir France Ghayite Ki Tehqeeq Kay Baad 1880 Mein Nishanat Inghst (Finger Print) Ko Shanakhat Kay Sceincei Tareekay Ka Darja Hasil Howa Tha.• Q:- Woh Konsa Sitara Hay Jo 13 Lakh 13 Hazar 56 Zameeno Kay Braber Hy?• Ans:- Sooraj.• Q:- Insani Jism Mein Haddion,Paslion,Sir Kay Balon Aur Musaamo Ki Tadad Kitni hy?• Ans:- Haddian 206,Paslian 24,Sir Kay Baal 15 Hazar Musaamo Ki Tadad Taqreban 25 Lakh?• Q:- Sooraj Ka Qatar Kitna Hy?• Ans:- 8 Lakh 64 Hazar Meel Qatar Hy.• Q:- Sooraj Ka Wazan Zameen Se Kitnay Gunna Ziada Hy?• Ans:- 3 Lakh 32 Hazar Gunna Ziada Hy.• Q:- Sooraj Ki Sattah Ka Darja Hararat Kitna Hy?• Ans:- 5500 Se 6000 Darja Centi Grade Tak Hy.• Q:- Sooraj Kay Markaz Ka Darja Hararat Kitna Hy?• Ans:- 1 Karor 20 Lakh Centi Grade Hy.• Q:- Chaand Ka Qatar Kitna Hy?• Ans:- 2160 meel.• Q:- Zameen Ki Gardash Kitni Kism Ki Hy.• Ans:- 2 Kism Ki Hy Aik Gardash Mahori Jis Se Din Badalta Hy Dusri Gardash Dwari Jis Se Mosam Badaltay Hein.• Q:- Shamshi Tawanai Se Chalnay Wala Asia Ka Pehla Light House Aur Light Tower Kahan Tehmeer Kiya Gya?• Ans:- Jazera Khaddi Kay Maqam Par Port Qasim Krachi Mein Lagaya Gya.• Q:- Khana Kaaba Ki Tehmeer Kin Paharon Kay Pathron Se Ki Gayi?• Ans:- 5 Paharon Kay Pathron Se. 1.Toor Seena 2.Toor Zeitoon 3.Jabal.e.Lebnon 4.Jabal.e.Jori

5.Jabal.e.Hehraa.• Q:- Dunya Mein Sab Se Pehlay Bhaeir Kay Balon Se Labas Bna Kar Kis Ne Pehna?• Ans:- Hazrat Adam A.s.• Q:- Zameen Apne Mahor Mein Sooraj Kay Gerd Kitni Raftaar Se Gardash Kartay Howay Apna Chakar Kitni Dair Me Mukamal karti Hay?• Ans:- Raftaar 18 Meel 1Second Kay Hisab Se 365 Din 5 Gantay 48 Mins Me Apna Chakar Mukamal Kari Hy.• Q:- Zameen Jis Rastay Par Sooraj Kay Gird Chakar Lgati Hy Isay Kia Kehtay Hen?• Ans:- Woh Rasta Mdaar Kehlata Hy.• Q:- Shahab Saqib Kis Cheez Ka Bana Howa Hy?• Ans:- Shahab Saqib Amumma Pathar Ka Bna Hota Hy Is Mein Is Mein Pthar Aur Loway Kay Kay Markab Paye Jatey Hein.• Q:- Roshni Ki Raftaar Kitni Hy?• Ans:- Roshni Ki Raftaar 1Lakh 86 Hazar Meel Per Second Hy.• Q:- Roshni Kia Hy?• Ans:- Roshni Qoowat Ki Aik Shakal Hy.• Q;- Sooraj Ki Roshni Zameen Ki Taraf Kis Shakal Mein Safar Karti hy?• Ans:- Roshni Lehron Ki Shakal Mein Dorhti Hy Yeh Lehren Choti Choti Hoti Hein Humein Dikhai Nahe Deti Hein Seedhi Kernein Nazar ati Hein.• Q:- Insani Ankh Begair Dorbeen Kitnay Sitary Dekh Sakti hy?• Ans:- 2 Hazar Sitary Dekh Sakti Hy.• Q:- Zameen Ka Darmaini Tibka Kis Cheez Par Mushtamil Hy?• Ans:- 2250 Meel gehra Hy.• Q:- Zameen Ka Darmaini Tibka Kis Cheez Par Mushtamil Hy?• Ans:- Chtani Maday Par Mushtamil Hy Jo Qadray Garam Kahen Surkh Aur Kahen Safaid Hy Ye Mada Atish Fishaan Phat'ta Hy Tou Mada Bahir Niklta hy.• Q:- Zameen Ka Markazi Hissa Kis Cheez Par Mushtamil Hy?• Ans:- Yeh Hissa Pgaltay Loway Aur Nkal Par Mushtamil hy.• Q:- Zameen Ki Behrooni Prat Par Kia Paya Jata Hy?• Ans:- Mahdniaat Aur Gasses Paai Jati Hein.• Q:- Sab Se Bara Smunder Konsa Aur Is ka Raqba Kitna Hy?• Ans:- Behralkahil Raqbq Meels Mein 64186000 Samunder Kay Kul Raqba Ka 46% Hy.• Q:- Zameen Ka Sab Se Bara Jazera Aur Sab Se Chota Jazera Kitnay Marba Meels Ka Hy?• Ans:- Bara Greenland Behr.e.Manjamand Shmali 840000 Marba meel Chota Srilanka Behr.e.Hind 25,332.• Q:- Zameen Par Sab Se Bara Darya Konsa Hy Is Ki Lmbai Kitni hy?• Ans:- Darya.e.Neel Lambai 4157 Meels.• Q:- Zameen Par Sab Se Chota Darya Konsa Hy Is Ki Lambai Kitni Hy Jo Samundar Mein Girta Hy?• Ans:- Darya.e.Dajla Lambai 1180 Meels.• Q:- Abadi kay Lehaz Se Dunya Ka Sab Se Bara Sheher Konsa hy?• Ans:- Shungai (China).• Q:- Mont Averist Dunya Ki Buland Tehreen Choti Hy Ye Konsay Pahari Silslay Mein Waqya Hy Is Ki Bulandi Kitni Hy?• Ans:- Kowah Hamalia Silslay Mein Waqya Hy Is Ki Bulandi 29145 Feet Hy.• Q:- K-2 Dunya Ki Dosri Bari Choti Hy Yeh Kis Pahari Silsly Mein Waqya Hy?• Ans:- Koh.e.Qraqrm Pahari Silslay Mein Waqya Hy Is Ki Bulandi 28250 Feet Hy.• Q:- Dunya Mein Sab Se Bara Pull Kis Mulkh Mein Hy Aur Kis Cheez Ka Bna Howa Hy?• Ans:- Pull Ka Name Leek Pontchar Train Number 1 Amrica New Ower Lens Lambai 126055 Feet.• Q:- Sab Se Bara Bannd Kis Mulkh Ka Hy Aur Kis Darya Par Waqya Hy?

• Ans:- Roos (Rusia) Lmbai 1066 Feet Buland Darya Ka Name Dajish.• Q:- Sab Se Bara Zilzla Kis Year Me Aya Aur Kitna Jani Nuqsaan Howa?• Ans:- 1556 Mein Shani (China) Me Aya Jo Zilzla 8 Lakh 30 Hazar Ifrad Halak Howay.• Q:- Dunya Ka Konsa Khail (Sports) Khatarnaak Kis Mulkh Mein Hota Hy?• Ans:- Spain Mein Bull Fighting.• Q:- Dunya Kay Kis khail Ki Wajah Se Sab Se Ziada Tamashai Larkay Martay Hein?• Ans:- Football.• Q:- Dunya.e.football Ka Jadoogar Kis Ko Kehtay Hein?• Ans:- Brazeli Footballer (Peelay) Ko.• Q:- Wo Konsay 2 Khail Hen Jin Mein Pechay Reh Janay Wala Fattah Qrar Daita Hy?• Ans:- 1. Rassa Kashi 2. Ulta Tehrna.• Q:- Asia Ka Pehla Astrotruff Kahan Bechaya Gaya?• Ans:- Hockey Stadium Me Dosray Champion Tropphy Hockey Tornoment Kay Liye.• Q:- India Aur Pakistan Kay Darmain Honay Walay 3 January 1980 Ko Hockey Match Mein India Ko Kitnay Gol Se Shakast Hui?• Ans:- 7 Gol Se India Sirf Aik Gol Karska• Q:- Dosri Champions Hockey Tournoment Ka Akhri Match Kin Teams Kay Darmain Khela Gaya Aur Kis Ne Jeeta?• Ans:- Pakistan Vs Holand Pakistan Ne 2 Kay Muqablay Me 3 Gol Se Jeeta.• Q:- Aisay Khel Me Jin Me Ball Istamal Hoti Hy Btaiye in Khelon Me Kis Kheil Kay Liye Sab Se Baray Medaan Ki Zarorat Hoti Hy Aur Is Ki Lambai Kitni Hoti Hy?• Ans:- Polp 300 Ghzz.• Q:- Cycle Par Sakin Rehnay Ka Muzahira Sab Se Ziada Kitni dair Ka Hy Aur Kis Ne Kia?• Ans:- Aik Amrici Cycle Sawar Devod Steel Ne 25 November 1977 Ko 9 Gantay 15 Mins Tak.• Q:- Boxing Me Sab Se Ziada Kis Boxer Ne Sab Se Ziada Dolat Kamai?• Ans:- Muhammad Ali Amrici Boxer Ne.• Q:- Shatring farsi Kay Kis Lafaz Se Ikhaz Kia Gaya Hy?• Ans:- Farsi Kay Lafz Shah Se.• Q:- Kis Mulkh Me Shatring Kay Khelari Sab Se Ziada Hen?• Ans:- Rusia Me.• Q:- Sab Se Ziada Aik Football Kay Match Mein Halak Aur Zakhmi Honay honay Walay Tamashaion Ki Tadad Kitni Hy Aur Ye Mach Konsi Teams Kay Dermain Tha?• Ans:- Argentoyn Aur Pero kay Dermain Football Match Kay Doraan Refree Kay Aik Faislay Par Jagra Hogaya Jis Mein 300 Ifraad Halak Aur 500 Zakhmi Howay 24 May 1964.• Q:- Cricket Ki Tareekh Kay Is Bowler Ka Name Btaiye Jis Ki Bowling Kay Doraan Ball Se Chirya Halak Hui?• Ans:- Majid Khan Kay Walid Jhangir Khan Ki Bowling Karwany Par Hui.• Q:- Woh Chirya Kis Mulkh Mein Halak Hui Isay Kis Hjaeb Ghar Mein Rakha Gaya?• Ans:- England Mein Lord Kay Hjaeb Ghar Mein.• Q:- Woh Konsa Musafir Hy Jis Ne Zindagi Mein Aik Bar Safar Kiya?• Ans:- Jabal.e.Toor Cena.• Q:- Murgh Apni Awaz Mein Kaya Kehta Hy?• Ans:- Ay Ghaflo Allah Ko Yaad Karo. (Farman Hazrat Ali Karm)• Q;- Mendak Apni Tarrr Tarrr Awaz Mein Kiya Kehta Hy?• Ans:- Paak Hy Woh Zaat Jis ki Tehreef Samundron Mein Hoti Hy.(Farman Hazrat Ali Karm)• Q:- Woh konsi Cheez Hy Jo Kainaat Mein majood Hy Magar Allah Ne Isay Khalaq Nai Kiya?• Ans:- Quraan.e.Paak Aur Deigar Asmani Kitabein Kion kay Woh Allah Ka Kilam Hy Aur Is Ki Sifat Hy Makhlooq Nahe.• Q:- Woh Konsi Zheez Hy Jo Allah Kay Pas Nahe?

• Ans:- Zulam,Hajazi.• Q:- Woh Konsi Cheez Hy Jo Saans To Leiti hy Magar Roh Nahe Rakhti?• Ans:- Allah Tahalah Quraan.e.Paak Mein Farmata Hy Subah Ki Kism Jab Woh Sans Leti Hy.• Q:- Woh Konsa Drakht Hy Jis Kay Nechay Arbi Nasal Ka Gohra (Hourse) Aik Hazar Saal Tak Baghta Rehy Tab bi Is Kay Saye Se Nahe Nikal Sakta?• Shajjar.e.Tooba Jannat Ka Drakht.• Q:- Woh Konsa Drakht Hy Jo Pani KAy Begair Paida Howa?• Shajjar.e.Younas Kaddoo.• Q:- Woh Konsa Prinda Hy Jo Jitni Raftaar Se Sedha Urta Hy Utni Raftaar Se Pechay Ki Taraf Urta Hy Aur Kahan Paya Jata Hy?• Ans:- Austrulia Mein Paya Janay Wala Happing Bird.• Q:- Azadi Pakistan Ka Ilaan Kab Howa?• Ans:- 3 June 1947 Ko.• Q:- Quid.i.Azam Ko Bartanwi Parliment Ne Kab Pakistan ka Governer Genral Muntahib Kiya?• Ans:- 3 August 1947 Ko.• Q:- Quid.i.Azam ko Kab Muslim Leauge Ka Mustaqil Saddar Muntahib Kiya?• Ans:- 1934 Mein.• Q:- Baani.e.Pakistan Ka Intiqal Kis Bemari Ki Waja Se Howa?• Ans:- Phephron Ki Bemari Ki Waja Se.• Q:- Mzaar.e.Quid Ka Naqsha Kis Ne Tayar Kiya?• Ans:- Yakhya Merchant Ne.• Q:- Baani.e.Pakistan Ki Siyasi Zindagi Kitnay Years Par Muheet Thi?• Ans:- 42 Years.• Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara Aur Sab Se Chota Dariya (River) Konsa Hy?• Ans:- Sab Se Bara Dariya Darya.e.Sindh Aur Sab Se Chota Darya Darya.e.Raavi Hy.• Q:- Pakistan Ki Sab Se Bari Nehr Konsi Hy?• Ans:- Nehr Allied Braaj.• Q:- Pakistan Ki Sab Se Lambi Srreng Konsi Hy Is Ka Name Btaiye?• Ans:- Lawari Srreng Lambai 5 Kilo Meter.• Q:- Pakistan Ka Qoumi Nehra Kiya Hy?• Ans:- Pakistan Zindabad.• Q:- Pakistan Itemi Taqat Kab Bana Aur Is Din Ko Kiya Kaha Jata Hy?• Ans:- 28 May 1998 Bemqaam Chaghi 5 Itemi Tajurbat Aur Is Din Ko Yaom.e.Takbeer Kehty Hein.• Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara Bijli (Electricty) Ghar Konsa Hy?• Ans:- Mangla Electric Home.• Q:- Pakistan Mein Tawanai Kay Sab Se Zariye Konsay Hein?• Ans:- Tail,Koila,Gas,Therml,Bijli,Pen Bijli.• Q:- Pakistan Kis Cheez Ki Paidawar Mein Dunya Mein Pehlay Number Par Ata Hy?• Ans:- Namak (Salt) Ki Paidawar Mein.• Q:- Pakistan Mein Qadeem Tehreen Masjid Kahan Waqya Hy?• Ans:- Bhambhor Mein.• Q:- Pakistan Mein Pehli Bar Jumah Ki Chutti (Leave) Kab Manzor Hui?• Ans:- 1 July 1977 Mein.• Q:- Hakoomat Pakistan Ne Qadiyanio Ko Kab Gair Muslims Qrar Diya?• Ans:- 27 Aprail 1974 Mein.• Q:- Pakistani Parcham Ki Beharmati Ki Saza Kab Aur Kiya Muqarar Ki Gayi?• Ans:- 28 August 1984 Ko 3 Saal Qaid.• Q:- Sab Se Pehlay Muslim Khlabaaz ka Name Btaiye?• Ans:- Shezada Sutan bin Abdul Aziz.

• Q:- Sab Se Pehlay Chand Par Qadam Kab Aur Kis Ne Rakha?• Ans:- 20 July 1969 Ko Nel Ormistrang Ne.• Q:- Safaid Hathion Ki Zameen Kis Mulk Ko Kehtay Hein?• Ans:- Thailand Ko.• Q:- Ganbadhon Ka Shehir Kis Mulkh Mein Waqya Hy?• Ans:- Istanbol Shehir Turki Mein.• Q:- Nawabon Aur Gulabon Ka Shehir Kis Mulkh Ko Kehtay Hein?• Ans:- Nawabon Ka Shehir Hyderabad (India) Gulabon Ka Shehir Sheraaz (Iran).• Q:- Hazrat Muhammad Ne Kis Pahar Kay Matlaq Farmaya Kay Woh Hum Se Muhabat Karta Hy Hum Is Se Muhabat Kartay Hein?• Ans:- Jabal.e.Uhad.• Q:- Kis Drakht Ki Jahrein Sab Se Ziada Gehri Hoti Hein?• Ans:- Jangli Injeer.• Q:- Tarpeen Ka Teil Kis Drakht Se Hasil Hota Hy?• Ans:- Cheerh Kay Drakht Se.• Q:- Kis Phool Ko Pani Ki Malika Kehtay Hein?• Ans:- Waterlily.• Q:- Dunya Mein Sab Se Pehla Bank Kis Mulkh Mein Qaim Howa?• Ans:- 1808 Ko Italy Mein.• Q:- Konsa Mughal Badshah Sirf Tasveer Dekh Kar Masor Ka Name Bta Deta Tha?• Ans:- Mughal Badshah Jahangir.• Q:- Ghuddo Beraaj Kab Tayar Howa?• Ans:- 1973 Mein.• Q:- Jheel Saif.al.Malok Ki Sattah Samundar Se Kitni Buland Hy?• Ans:- 10,200 Feet.• Q:- Pakistan Ka Sab Se Khobsorat Behraaj Konsa Hy?• Ans:- Chashma Behraaj.• Q:- Pakistan Kay Sab Se chotay Bandd Ka Name Btaen?• Ans:- Warsik Bandd.• Q:- Pakistan Ki Buland Tehreen Pahari Choti Ki Bulandi Kitni Hy?• Ans:- 28,250 feet.• Q:- Sab Se Pehlay K-2 ki Choti Kis Ne Sar Ki?• Ans:- Mr.Barmon Boil Ne.• Q:- Baab.al.Islam Pakistan Kay kis Elaqy Ko Kehtay Hein?• Ans:- Sindh Ko.• Q:- Konsa Dra Gilgit Aur Abttobad Ko Milata hy?• Ans:- Dra Babosar.• Q:- Port Qasim Ka Sengh Bunyad Kab Rakha Gaya?• Ans:- 1976 Mein.• Q:- Warsik Ki Aabi Srengh Ki Lambai Kitni Hy?• Ans:- 3.1/2 Meel.• Q:- Jecob Abad Sindh Ka Purana Name Kia Tha?• Ans:- Khan Gharh.• Q:- Jhangir Abad Kis Shehir Ka Purana Name Hy?• Ans:- Shekhopura (Punjab).• Q:- Pakistan Kay Konsay 2 Shehir Darwazon Kay Shehir Kehlaty Hein?• Ans:- Lahore Aur Multan.• Q:- Pakistan Mein Sab Se Pehlay Marshal Law Kab Laga?• Ans:- 1958 Mein.

• Q:- Abadi Kay Lehaz Se Pakistan Ka Sab Se Bara Sooba Konsa Hy?• Ans:- Punjab.• Q:- Abadi Kay Lehaz Se Pakistan Ka Sab Se Chota Sooba Konsa Hy?• Ans:- Balochistan.• Q:- Sooba Sindh Kay Izlah Kaitnay Hein?• Ans:- Sooba Sindh Kay Kul Izlah Ki Tadad 21 Hy.• Q:- 23 March Ki Kaya Aehmiyat Hy?• Ans:- 23 March Qrardad Pakistan ki Manzori Ka Din Hy.• Q:- Yaom.e.difah Kis Tareekh Ko Manaya Jata Hy?• Ans:- 6 September.• Q:- Mashour Qissa Khwani Bzar Kis Shehir Mein Waqya Hy?• Ans:- Peshawar (Sarhad) Mein.• Q:- Pakistan Kay Kis Shehir Ka Purana Name Parash Pur Tha?• Ans:- Peshawar Ka.• Q:- Pakistan Ka Khushak Tehreen Sooba Konsa Hy?• Ans:- Balochistan.• Q:- Halal.e.Ahmer Ka Dusra Name Kia Hy?• Ans:- Red Cross.• Q:- Dunya Ka Sab Se Bara Matti Ka Bandd Konsa Hy Aur Ye Kahan Hy?• Ans:- Mangla Pakistan Mein Waqya Hy.• Q:- Pakistan Kay Bannay Walay 3rd Behri Jahaz Ka Name Kia Hy?• Ans:- Lalazar.• Q:- Punjab Mein Kitnay Chirya Ghar Hein?• Ans:- 3.• Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara Power House Kahan Waqya Hy?• Ans:- Hyderabad.• Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara Qabristan Kis Shehir Mein Hy?• Ans:- Thatha Sindh Mein.• Q:- Woh Konsi Qoam Hy jis ko Allah Ne Quran.e.Paak Mein Sab Se Ziada Nafarman Qrar Dia?• Ans:- Qoam Banni Israel.• Q:- Bait.ul.Haqeeq Kesay Kehtay Hein?• Ans:- Khana Kaaba Ko.• Q:- Khana Kaaba Mein Sab Se Pehlay Azaan Kab Di Gayi Thi?• Ans:- Fattah Makkah Kay Moqah Par.• Q:- Khana Kaaba Ka Naqsha Kis Ne Tayar Kiya?• Ans:- Hazrat Jebrael Ne?• Q:- Khana Kaaba Ki Bulandi Kitni Hy?• Ans:- 56 Feet 24 Inch.• Q:- Agar Bivi Faut Hojaye To Shoher Bivi Ko Ghusal Dy Sakta Hy Ya Nai?• Ans:- Shoher Apni Bivi Ko Ghusal Nai Dy Sakta Kion Kay Bivi Gair Muharam Ho Jati Hy.• Q:- Agar Shoher Faut Ho Jaye Tom Bivi Apne Shoher Ko Gusal Dy Sakti Hy Ya Nahe?• Ans:- Bivi Apne Shoher Ko Gusal Dy Sakti Hy Kion Kay Woh 4 Mah 10 Din Shoher Kay Nikah Mein Hy.• Q:- Rasool Maqbool Ne Kis Muqam Par Baihat Li?• Ans:- Huqba Mein Jo Makkah Mein Hy.• Q:- Hazoor (s.a.w) Ne Sab Se Pehlay Namaz Jumah Kis Kahan Ada Ki?• Ans:- Banni Salim Mein.• Q:- Woh Konsay Khulifa.e.Rasool (s.a.w) Thay Jino Ne Sab Se Pehlay Islam Qabool Kia?• Ans:- Hazrat Abu Bakar Sadeeq (R.A) Jo Mardon Mein Sab Se Pehlay Islam Laye.

• Q;- Muslmanoh Mein 5 Waqt Ki Namazein Kab Farz ki Gein?• Ans:- Shab.e.Miraaj Mein.• Q:- Barish Kay Liye Konsi Namaz Parhi jati Hy?• Ans:- Namaz Isiqah.• Q:- Namaz Kasof Konsi Hy?• Ans:- Jo Chaand Gehran Kay Waqat Pahri Jaye.• Q:- Aisi Konsi Namaz hy Jis Mein Sajda Nahe Hota?• Ans:- Namaz Janaza.• Q:- Janazay Kay Kitnay Irqaan hotay Hein?• Ans:- 2. Qayam Aur Takbeeren.• Q:- Trawi Ki Namaz Farz Hy,Sunnat Hy Ya Wajib?• Ans:- Sunnat Mokdah.• Q:- Agar Bacha Murda Paida Ho To Kia Namaz Janaza Ada Ki Jaye Gi?• Ans:- Jee Nahe.• Q:- Eid.ul.Fitar Ki Namaz Sab Se Pehlay Kab Parhi Gayi?• Ans:- Yakam Shwal 2 Hjri.• Q:- Pehla Hajj Kis Mah Howa?• Ans:- Zeqahad Mein.• Q:- Rasool paak (s.a.w) Ne Kis Amal Ko Abadat Ka Maghaz Qrar Dia?• Ans:- Dua Karnay Ko.• Q:- Hazoor (s.a.w) Kay Dishman Abu Jehal Ka Name Btaiye?• Ans:- Umroo.• Q:- Jasosi Kahanio Ki Malka kis Adeeba Ko Kehtay Hein?• Ans:- Agatha Kresty.• Q:- Baba.e.Urdu kis Ko Kehtay Hein?• Ans:- Molvi Abdul Haq Ko.• Q:- Urdu Mein Sab Se Pehlay Ap Ki Beti Kis Ne Lekhi?• Ans:- Khawaja Hassan Nazami Ne.• Q:- Qissa 4 Darwaish Kay Musanaf Ka Name Btaiye?• Ans:- Ameer Khasro.• Q:- Mzahia Shahiri Ka Imama Kis Ko Kehtay Hein?• Ans:- Akbar Ala Abadi Ko.• Q:- Sindh Kay Kis Shahir Ko Haft Zban Shair Kehtay Hein?• Ans:- Sachal Sarmast.• Q:- Raja Gidh Kis Adeeba Ka Nowel Hy?• Ans:- Bano Qadeesa Ka.• Q:- Nowel Kis Zban Ka Lafaz Hy?• Ans:- Italvi Zban Ka.• Q:- Dehli Ka Sab Se Pehla Urdu Akhbar Konsa Tha Aur Kab Shaya Howa?• Ans:- 1837 Mein Urdu Akhbar.• Q:- Urdu Ka Sab Se Pehla Nowel Konsa Hy?• Ans:- Mura.ul.Haros.• Q:- Shahir Inqlaab Kis Shahir Ka Khitaab Hy?• Ans:- Josh Maleeh Abadi.• Q:- Jaded Islahi Fasanay Kis Ne Likhay?• Ans:- Munshi paryem Channd.• Q:- Iqwam Matadah Ka Saddar Muqam Kahan Waqiha Hy?• Ans:- Newyork Mein.• Q:- Gang Azeem Awal Mein Bartania Ka Wazir Azam Kon Tha?

• Ans:- H.H.Iskoveth.• Q:- Dunya Ka Sab Se Pehla Gehra Paani Ka Qowan Kahan Waqia Hy?• Ans:- Coansland.• Q:- Kofa Kis mulkh Ka Tarekhi Shehr Hy?• Ans:- Iraq Ka.• Q:- Chinese Islami Injaman Kab Qaim Hui?• Ans:- 1953 Mein.• Q:- Dunya Mein Sab Se Ziada kelay Kahan Paye Jate Hein?• Ans:- India Mein.• Q:- Dunya Mein Sab Se Ziada Jungle Kahan Hein?• Ans:- Rusia Mein.• Q:- Dunya Kay Buland Tehreen Drakht Kahan Paye Jate Hein?• Ans:- Redower.• Q:- Dunya Mein Sab Se Bara janaza kis Shaks Ka Nikla Tha?• Ans:- Saddar Nasir (Misaar).• Q:- Dunya mein Sab Se Bara Ganbad Kahan Waqiah Hy?• Ans:- Mulatan Mein (Shah Alim Deen KA Maqbra).

1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai.Shahnama Islam

2)"Baray aalu ka kuch bayan ho jaye"_____ka mazahya mazmoon hai.Mushtaq Ahmad Yousafi

3)"Manzil e shab"_____ka majmooa'e kalam hai.Mukhtar sadiiqui

4)Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai.Ch.Afzal haq1. Dakkan me urdu kay aghaz kay nazariye ka bani kon hai?Naseer Ud din Hashmi

2. Ghalib ne urdu ki kis kitab ko alfaaz ka bhatyar khana qarar diya hai?Fasana e ajaa'ib

3. Urdu me mazmoon ki sinf ko kis ne muta'rif karaya?Sir Syed Ahmad Khan

4. Kis novel me haraam o halal ka nazariya pesh kiya gaya hai?Raja gidh

5. Kis afsana nigar ne apnay afsaano me ziyaada tar dehi mua'sharat ko pesh kiya?Ahmad Nadeem Qasmi

6. Kis afsaanay ka bunyadi mozu tasanna or zahirdari hai?Overcoat

8. "mitti ka diya" sinf kay aitbar se kya hai?Khud navisht

10. Kis shairah kay haan "khusboo" lafz tawatar k sath istemal hua hai?Perveen Shakir

12. kis shair ko mirza ghalib ki shagirdi ka sharf hasil hua?Haali

13. Kis shair kay nazdeek jannat ki haqeeqat dil ko khush rakhnay ka bahana hai?Ghalib

15. Kis naqaad ne anees or dabeer kay kaam ka jaiza ek sath liya hai?Shibli

18. "Akhbar Urdu" ka taluq kis idaaray se hai?muqtadira qaumi zuban

19. Pakistan adab ki tahreek ki awaleen awaz kis ne buland ki?Muhammad Hasan Askari

20. "Taa'subaat" kis naqqad kay tanqeedi mazameen ka majmooa hai? Fateh Muhammad Malik1. Dakkan me urdu kay aghaz kay nazariye ka bani kon hai?Naseer Ud din Hashmi

2. Ghalib ne urdu ki kis kitab ko alfaaz ka bhatyar khana qarar diya hai?Fasana e ajaa'ib

3. Urdu me mazmoon ki sinf ko kis ne muta'rif karaya?Sir Syed Ahmad Khan

4. Kis novel me haraam o halal ka nazariya pesh kiya gaya hai?Raja gidh

5. Kis afsana nigar ne apnay afsaano me ziyaada tar dehi mua'sharat ko pesh kiya?Ahmad Nadeem Qasmi

6. Kis afsaanay ka bunyadi mozu tasanna or zahirdari hai?Overcoat

8. "mitti ka diya" sinf kay aitbar se kya hai?Khud navisht

10. Kis shairah kay haan "khusboo" lafz tawatar k sath istemal hua hai?Perveen Shakir

12. kis shair ko mirza ghalib ki shagirdi ka sharf hasil hua?Haali

13. Kis shair kay nazdeek jannat ki haqeeqat dil ko khush rakhnay ka bahana hai?Ghalib

15. Kis naqaad ne anees or dabeer kay kaam ka jaiza ek sath liya hai?Shibli

18. "Akhbar Urdu" ka taluq kis idaaray se hai?muqtadira qaumi zuban

19. Pakistan adab ki tahreek ki awaleen awaz kis ne buland ki?Muhammad Hasan Askari

20. "Taa'subaat" kis naqqad kay tanqeedi mazameen ka majmooa hai? Fateh Muhammad Malik1. Dakkan me urdu kay aghaz kay nazariye ka bani kon hai?Naseer Ud din Hashmi

2. Ghalib ne urdu ki kis kitab ko alfaaz ka bhatyar khana qarar diya hai?Fasana e ajaa'ib

3. Urdu me mazmoon ki sinf ko kis ne muta'rif karaya?Sir Syed Ahmad Khan

4. Kis novel me haraam o halal ka nazariya pesh kiya gaya hai?Raja gidh

5. Kis afsana nigar ne apnay afsaano me ziyaada tar dehi mua'sharat ko pesh kiya?Ahmad Nadeem Qasmi

6. Kis afsaanay ka bunyadi mozu tasanna or zahirdari hai?Overcoat

8. "mitti ka diya" sinf kay aitbar se kya hai?Khud navisht

10. Kis shairah kay haan "khusboo" lafz tawatar k sath istemal hua hai?Perveen Shakir

12. kis shair ko mirza ghalib ki shagirdi ka sharf hasil hua?Haali

13. Kis shair kay nazdeek jannat ki haqeeqat dil ko khush rakhnay ka bahana hai?Ghalib

15. Kis naqaad ne anees or dabeer kay kaam ka jaiza ek sath liya hai?Shibli

18. "Akhbar Urdu" ka taluq kis idaaray se hai?muqtadira qaumi zuban

19. Pakistan adab ki tahreek ki awaleen awaz kis ne buland ki?Muhammad Hasan Askari

20. "Taa'subaat" kis naqqad kay tanqeedi mazameen ka majmooa hai? Fateh Muhammad Malik

5)Nazm "Manto" kis shairi majmooa mein hai?Shab e rafta

6)"Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho"____ka misraa haiMirza Ghalib

7)Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai.Sir Syed Ahmad khan

8)Heart Attack______ki nazm hai.Faiz Ahmad faiz

9)Naeem_____ka kirdaar hai.Udaas naslen

10)_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay..Mirza Ghalib

11)"Aik Khadim e Khalq ki kahani"_____ki tehreer kerda hai.Ch.Afzal haq

12)Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua?1930

13)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi.Faiz Ahmad Faiz

14"Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein"_____ka misraa hai.Iqbal

15)"be'khudi le gayi kahan ham kodaer se intezaar hai apna"______ka sher haiMeer taqi Meer

16)Prof Sohail____ka kirdaar hai.Raja Gidh

17)Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue,

Anjuman e Panjab

18)Shibli Naumani ki "Seerat un Nabi" ko ____ne mukammal kiaSyed Suleman Nadvi

19)Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai.Faiz Ahmad faiz 20-aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?Ghalib21-Meer ki aik Masnavi ka unwaan____haikhawb o khayal

22-Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne "Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?uneesveen sadi

23-Khakim ba'dehan mein khaakon ki tadaad?8

24-Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.3

25-Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?6

26-Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?4

27-Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia haiMaazi

28-Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?5th

29-"Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain" kis ka qaul hai?Dr.Zaheer fateh poori

30-Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.1971

31-Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay hain

daihi(rural)

32-Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?shaayiri

33-Faiz ki shayiri____shaiyiri haisamaaji

34-chand ham aser mash'hoor adeebon k____hainkhaakay

35-_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi haiGhalib

36-______shaa'ir,afsana nigaar aur naqqadAhmad Nadeem Qasmi

37-_____Bang e dara ki nazm haitaloo e Islam

38-Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain3

39-Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla'a?

Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka.1) Maayar kis kay tanqeedi mazameen ka majmooa hay?

a) Mumtaz Sheerin b) Dr Syed Abdullah c) Saadat hasan manto

2) Saatt Samandar Paar kis ka safar naama hey ?

a) Akhtar Mamoonka b) Mustansir Hussain Tarrar c) Begam Akhtar Riaz Hussain

3)Chhand Chehra Sitara Aankhain Kis ka Sheri Majmuaa hey ?

a)Naasir Kazmi b) N.M Rashid c) ubaid Ullah Aleem

4) Rad-e-Amal kis Naqad key tanqeedi mazameen ka majmooa hey?

a) Muhammad Ali Siddiqi b) Shahzad Manzar c)Dr.Jamil Jalbi

5) Ahmed Nadeem Qasmi kay zair Idarat kon sa adbi jareeda asar-hazar tak shaya hota raha

hey ?

a) Auraaq b) Funoon c) Aayenda

6) Daakya aur julaha kis Pakistani adeeb ka taza navel hay?

a)Mustansir Hussain Tarrar b)Anees Nagi c) Shoukat Sidiqi

7) Harf-e-Baryab kis shaiyar ka majmua-e-kalam hey ?

a) Ahmed Faraz b) Iftikhar Arif c) Dr.Wazir Agha

8) Intizar Hussain ki Kitab Chiragoon Ka Dhoowan sanf kay lihaz say kya hey?

a) Navel b) Afsana c) khud Navisht

9) Tamana Baitab kis adeeb ki khud navisht hay ?

a) Dr.Rashid Amjad b) Dr. Wazir Agha c) Dr. Saleem Akhtar

10) Adbi Jareeda Roshnai Karachi kay Editor ka kya naam hey ?

a) Naseem Durani b) Muhammu Wajid c)Ahmed Zain Uddinaamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?Ghalib

Meer ki aik Masnavi ka unwaan____haikhawb o khayal

Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne "Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?uneesveen sadi

Khakim ba'dehan mein khaakon ki tadaad?8

Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.3

Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?6

Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?4

Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia haiMaazi

Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?5th

"Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain" kis ka qaul hai?Dr.Zaheer fateh poori

Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.1971

Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay haindaihi(rural)

Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?shaayiri

Faiz ki shayiri____shaiyiri haisamaaji

chand ham aser mash'hoor adeebon k____hainkhaakay

_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi haiGhalib

______shaa'ir,afsana nigaar aur naqqadAhmad Nadeem Qasmi

_____Bang e dara ki nazm haitaloo e Islam

Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain3

Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla'a?

Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,

kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka.1)Musaddas k her band mein kitnay misraay hotay hain?6

2)Patwaari aur Phoolon ki paltann k shaayir kon hain?Majeed Amjad

3)Ch Afzal Haq ki tasneef "Zindagi" ka kis sinf e adab se talluq hai?Tamseel

4)Maulvi Abdul haq ki tasneef chand ham aser mein kia shamil hai?khaakay

5)Giraan khoob cheeni sanbhalnay lagay' ye misraa Iqbal ki kis nazm mein shamil hai?Saaqi naama

6)ye lauh e dil'ye lauh e dil,na is pe koi naqsh hai na is pe koi naam hai,Majeed Amjad ki kis nazm mein shaamil hai?Autograph

7)Dast e Zulekha kis kitab ka debaacha hai?Khakim Ba'dehan

8)Ulti ho gayin sab tadbeeren kuch na dawa ne kaam kia'kis shayir ka misraa hai?Meer Taqi Meer

9)Roshan aagha kis novel ka kirdaar hai?Udas Naslen

10)Hill station,Professor aur chand tasveer e butaan kis kitab mein shamil hain?Khakim ba'dehan

11)Shah nama ki sinf shayiri k kis zumray mein aati hai?Rizmiya

12)Khawaja banda nawaz gaisoo daraz ka ziker kis kitab mein hai?Urdu ki ibtedaai nashonuma mein soofiya e karam ka hissa

13)Taareekh e adbiyaat e pak o hind k kisi aik murateb ka naam likhen.Fayyaz Mehmood

14)Taloo e Islam Iqbal k kis majmooye mein shamil hai?Baang e dara

15)Mayi Taajo Ahmad nadeem Qasmi k kis afsanay ka markazi kirdar hai?Kapas ka phool

16)Manzil e shab kis ki tasneef hai?Mukhtar Saddique

17)Udas naslen kitnay abwaab per mushtamil hai?

50

18)Khakim ba'dehan mein kitnay khakay aur mazahiye shamil hain?8

19)Kapas ka phool mein kitnay afsanay shamil hain?17

20)chand ham aser mein kitnay khaakay shamil hain?24urdu ka pahla ghazal go shair: wali dakni

urdu mein nazam ka bani: Nazir akbar abadi

khizara-rah,tulay-e-islam,masjid-e-qartabia aur saqi nama writen by: IQBAL

Noon-meem-Rashid ka majmooa kalam "MAVRA" published in 1942, was firsy majmooa of urdu adab.

mulvi nazir ahmad dahlvi was the first naval nigar in urdu adab.his novel 

"mira tul arros" was first urdu novel.

urdu mein maktoob naveesi ka aghaz ghalib ne 1847 mein kia.

urdu k pahle khaka nigar: mirza farhat baig

sir sayyad ne safar nama "engalistan" paish kiya to safar namay ka aghaz hua.

nazar nama:mahmood nazami

saat sumandar paar,dhanak peqadam: akhar rayaz

iban-e-batoota k tuaqimein, chlatay ho to cheen ko chalye, zameen gol hai:ibne-insha

indlas main ajnabi,khana badosh: mustansar hussain tarar

safer dar safer: ashfaq ahmad

voh qurbatain se, vo faslay se: mirza zafar -ul- haq

mazmoon nigari ki ibtada: sir sayyed ahmad khan

rasala "mukhzan" lahore se nikla, editor:sir abdul qadir

ab-e-hayat: hussain azad

amrao-jan ada novel:mirza soda

paraim chand k novel:meedan-e-amal,chogan-e-hasti

khuda ki basti:shukat sadiqi

tairi kheer: asmat chugtai

aisi bulandi asi pasti: aziz ahmad

udas naslain: abdullah husaain

ali pur ka aili: mumtaz mufti

khoon-e-jigar honay tak:fazal kareem fazli

bari bari ankhein:opandar naath

darama shakantila: kali das

darama andar saba: amanat likhanvi

urdu daramay ka aghaz: agha hashar kashmiri

aseer-e-hawas, khobsorat bala'tur ki hoor,saide havas,yahoodi ki larki,rasmo-suhrab: agha hashar kashmiri

anaar kali: sayad amtiaz ali taaj

baap ka ghuna: hakeem shuja

laal qilay se lalu khait tak:khuwaja mooen ud-deen

bandar road per: mirza ghalib

sab ras dastan: mulla wajhi(1635)

Fort veeleim collge: 1800 in culcata

Rani kaitaki: sayyed INSHA

Haft ghulshan: muhammad bakhash mahjor

fasana-e-ajaib: rajab ali baig sarwar

alaf laila: abdul haleem sharar

bostan-e-khayal: khawaja badar-ud-deen

faiz ka pahla mojmoa kalam: naqsh-e- faryadi(1939)

shahnama islam:hafeez julandri

hafeez ki nazmian:raqasa,abi to mein jawan hun.

1. Novel "Udaas Naslain" ko 50 abwaab or ------- hisson me taqseen kiya gaya hai.4

2. "Raftagan" kis shaair ki nazm hai?Majeed Amjad

3. Nazm "Peshru" kis shairi majmooay me hai?Shab e Rafta

4. Musaddas kay band me kitnay shair hotay hain?6

5. "Chand Hum Asr" kay mozuaat ------- hain.khaakay

6. "Saqi Nama" ----- ki nazm hai.Iqbal ki (Baal e jibreel)

7. "hain aaj kyun zaleel kay kal tak na thi pasandghustaakhi-e-farishta hmaari janaab me" kis ka shair hai?Ghalib

8. Hijrat or Judai ka dukh kis ka kalaam me numaayan hai?Nasir Kazmi

9. Shahnaama-e-Islam kitni jildon me hai?4

10. "Khakim Badhan" me mazhahiya ------ hain.Khakay

11. Meer Taqi Meer kay kitnay majmooay shaya huay?6

12. Tassawuf or falsafay ka bara shaer hai?Ghalib

13. Mushtaq Yusfi ki tanz o mazah ki kitni kutub shaya ho chuki hain?4

14. "tu meri raat ko mehtab se mehroom na rakhteray paimaanay me hai maah-e-tamaam ae saqi" kis ka shair hai?Iqbal

15. Raja Gidh novel me gidh kya hai?alamat

16. Novel nigar, afsana nigar, or drama nawees?a) yusfi b) ahmed nadeem qasmi c) bano qudsiya

17. _______ tarraqi pasand or maqsad pasand hai lekin us ne kabhi bhi tan kisi maqsad par

qurbaan na kiya.a) qasmi b) yusfi c) bano qudsiya

18. "Raja Gidh" or "Udaas Naslain" me kahin kahin ______ bohat khatakti hai.Tawalat

19. Ahmed Nadeem Qasmi k ziyada tar afsanay ________ mozuaat par mabni hain.Daihi(rural)

20. "Durayat" kay asool kis kitaab me hain?a) Chand hum asr b) zindagi c) Seerat-un-Nabi (pbuh)1. "Udaas Naslain" kay musannif ne ______ jaisa zakheem novel bhi likha hai.Nadaar log

2. "ban ki chirya" kay shair kon hain?Majeed Amjad

3. "Black out" kay takhleeq kar -------- hain.Faiz

4. "Announcer" kay khaliq hain?Mukhtar Saddiqui

5. "Punjabi Zamindar ka qissa" -------- me shamil hai.jo options di hain paper mein un mein se koi nae.

6. "Deevan" kay ilawah Nasir Kazmi ka shairi majmooa _____ bhi hai.barg e nay

7. "Chand hum asr" me _______ khakay hain.24

8. "Khizar-e-Raah" Iqbal kay ______ shari majmooay me shamil hai.bang e dara

9. "Khakim Badhin" kay debaachay ka unwaan hai?dast e zulaikha

10. "shab-e-rafta" ka intisaab kis kay naam hai?subh e Nau

11. "Udaas Naslain" kay _____ abwaab hain.50

12. "Maai Gul Bano" ka musannif hain--------.Ahmad Nadeem Qasmi

13. "Kapaas k Phool" me kitnay afsaanay hain?17

14. "Mas-e-khaam ko jis ne kundan banaya

Khara or khota alag kar dikhaya" kis ka shair hai?Haali

15. Majeed Amjad ka kulyaat ______ ne murattab kiya.Dr.khawja Zikriya

16. "Aab-e-gum" or "Zargushat" kay musannif ka naam?Mushtaq Ahmad Yousafi

17. Udaas Naslain kay hero ka naam _______ hai.Naeem

18. "Zindagi" ka ta'luq kis sinf-e-adab se hai?Tamseel

19. Raja Gidh ki heroin ka naam _______ hai.seemi

20. "Seerat-un-Nabi (pbuh) kay ilawah Shibli ki sawaneh nigari ki kitab _____ bhi hai.Hayat e Javed7. Chacha chhakan ka mazahiya kirdaar kis ki takhleeq hai?Imtiaz Ali Taj

9. Ye kis shair ne kaha hai k: "kehtay hain aglay zamanay me koi meer bhi tha"Mirza Ghalib

11. "barq girti hai to becharay musalmano par" ye kis shair ne kaha hai?Allama Iqbal

14. kis shair ki nazm ka ye pehla misrah hai: "mohabbat aisa darya hai"Amjad Islam Amjad

16. "isharaat-e-tanqeed" ka moallif kon hai?Dr. Syed Abdullah

17. Iqbal ki nazm "iblees ki majlis-e-shoorah" kis majmooa-e-kalaaam me hai?Armaghan-i-Hijaz

1. Dakkan me urdu kay aghaz kay nazariye ka bani kon hai?Naseer Ud din Hashmi

2. Ghalib ne urdu ki kis kitab ko alfaaz ka bhatyar khana qarar diya hai?Fasana e ajaa'ib

3. Urdu me mazmoon ki sinf ko kis ne muta'rif karaya?Sir Syed Ahmad Khan

4. Kis novel me haraam o halal ka nazariya pesh kiya gaya hai?Raja gidh

5. Kis afsana nigar ne apnay afsaano me ziyaada tar dehi mua'sharat ko pesh kiya?

Ahmad Nadeem Qasmi

6. Kis afsaanay ka bunyadi mozu tasanna or zahirdari hai?Overcoat

8. "mitti ka diya" sinf kay aitbar se kya hai?Khud navisht

10. Kis shairah kay haan "khusboo" lafz tawatar k sath istemal hua hai?Perveen Shakir

12. kis shair ko mirza ghalib ki shagirdi ka sharf hasil hua?Haali

13. Kis shair kay nazdeek jannat ki haqeeqat dil ko khush rakhnay ka bahana hai?Ghalib

15. Kis naqaad ne anees or dabeer kay kaam ka jaiza ek sath liya hai?Shibli

18. "Akhbar Urdu" ka taluq kis idaaray se hai?muqtadira qaumi zuban

19. Pakistan adab ki tahreek ki awaleen awaz kis ne buland ki?Muhammad Hasan Askari

20. "Taa'subaat" kis naqqad kay tanqeedi mazameen ka majmooa hai? Fateh Muhammad Malik

1. Dakkan me urdu ka nazarya kis ne paish kiya?Naseer Ud din Hashmi

2. Urdu me adverb ko kya kehtay hain?Mutliq fael

3. "Liye" ki durust imla konsi hai?jis k neechay 2 nuqtay hon aur ooper hamza na ho.

4. Urdu me pehli taba zaad dastaan konsi hai?Fasana e ajaa'ib

5. Fort William college kay pehlay principal kon thay?David Brown

6. "Masnavi Zehar Ishq" kis ki tasneef hai?Mirza shauq

7. "Masjid Qartaba" Allama Iqbal kay kis majmooay me shamil hai?Baal e jibriel

8. "Khutbat-e-Iqbal" ka sab se pehla tarjuma kis ne kiya?Nazeer Niazi

9. "Kulyaat-e-Meer" ka pehla edition kis ne shaya kiya?Fort William College

10. "Is nazm me" kis ki ki kitab hai?Meera Ji

11. "Hasan Kooza Gar" kis ki nazm hai?Noon-Meem-Rashid

12. "Takhleeqi Amal" ka musannif kon hai?Wazeer Aagha

13. "Nimrat-ul-Kamal" kis ki tasneef hai?Amir Khusru

14. "Musafir in London" kis ka safar nama hai?Sir Syed

15. "Hujjat-ul-Islam ka kirdar Nazeer Ahmed ne kis novel me paish kiya hai?Ibn ul Waqt

16. "Maa'khaz" kis ka shairi majmooa hai?Iftikhar Jalib

17. "Kulyaat-e-Yagana ka murattib kon hai?Mushaffaq Khawaja

18. "Teesray darjay ka musafir" kis ka tanqeedi majmooa hai?Waris Alvi

19. "Gard-e-Rah kis ki khud nawisht hai?Akhter Hussain Raye Poori

20. "Tanqeed ki azadi" kis ka tanqeedi majmooa hai?Muzaffar Ali SyedAbdul haleem Sharar urdu ka_______Walter Scott

Wali Dakni urdu zuban ka_________T.S.Eliot

shaayir e inqilaab______Josh Maleeh abadi

Firdosi e Islam______Hafeez jalandhri

Urdu ka sab se bara jasoosi novel nigaar________Ibn e safi

shahenshah e zarafat______Akbar Ala abadi

Raees ul mutaghazleen_____Iqbal

Toti e Hind________Amir khusru

Isteaa'ron ka baadshah______Najm ud din aabru

haivan e zareef________Ghalib

urdu shayiri ka baava adam______Wali dakni

novel nigaari ka Ibarat brailvi______Qudrat Ullah Shahab

pehla sahib e deevan shaa'ir______Wali dakni

urdu ka chaashar_____Wai Dakni

Ghalib shikan__________Yagana changezi1)Masnavi "gulshan e Ishq" kis ki tasneef hai?Nusrati

2)Kis muhaqqiq ne urdu zuban ko marhati ki sagi behn qaraar dia?a)Ain ul Haq Farid kotib)Sohail Bukharic)Shaukat sabzwaari

3)Sonnet kitnay misron per mushtamil sinf e sukhan hai?14

4)"Logo Markeziat" kis maghrabi naqqad ki istelaah hai?a)Xak dareedab)Meeshal Fokoc)Franciso leutar

5)Shaiyiri mein "shakhsiat ki nafi" ka tasawwur kis maghribi naqqad ne paish kia?Eliot

6)Ghalib ka san e wafat?1869

7)"Mukhzin" ka pehla shumara kab shaya hua?April 1901

8)"kaii chand thay ser e aasman" kis ka novel hai?c)Shams ud din Farooqi

9):Tanqeed aur amli tanqeed k musannif ka naam?Ahtasham Hussain

10)Allama Iqbal ki nazm "Zauq o shauq" un k kis majmmoay mein shamil hai?Baal e Jibriel

11)Talkhaba e sheereen kis ka shaeri majmooa?Hafeez Jalandhri

12)Anjuman e Punjab se wabasta maroof angrez shakhsiat?Dr. Lietner

13)Muqadamma sher o shairi ka saal e ishayat?a)1891b)1892c)1893

14)Tarraqi pasand tehreeq ki pehli conference kaha munaqqid hui?Lakhnao

15)"ishq o inqilaab kis taraqqi pasand shaair ki kullyat hai?Zaheer Kashmiri

16)"halqa arbab e zauq" ka pehla ajlaas kis ki zer e sadarat hua?Hafeez Hoshiyar Poori

17)"aaraish e mehfil" mein kon sa qissa bayan hua hai?Hatim Taai

18)Dil gudaaz k mudeer ka naam?Abdul haleem sharar

19)Sir Syed ki zindagi mein tehzeeb ul akhlaq ka aakhri shumara kab shaya hua?1897

20)Sham ki mundair se"kis noyiat ki tasneef hai?khud navisht1. Elm ul Iqt'saad k Musanif ka naam batain?

Allama Iqbal

2. Daar ul Musanifeen Azam Garh k baani ka naam batain?

Shibli

3. Jahan e Danish kis Noyat ki tasneef hai?

Sawan'h e Hayat -Autobiography of Ihsan Danish

4.Ismaeel Mairthee kis hasiyat se mashhoor hain?

Bachon k Shayer

5. "Aab e hayat" k musanif ka naam batain ?

Muhammad Hussain Azad

6. "Asbab e baghawat e Hind" kis ki tasneef hai?

Sir Sayyed

7. "Awaaz Dost" k musanif ka naam batain?

Mukhtaar Masood

8. Muslim University Ali Ghar kis san mein University bani?

1920

9. Doctor Jaan Gul Crist Fort william college main kia thay?

principal 

10. Mashhoor mushtraq "Gaarsan Ditasi" Ka taluq kis mulk se tha?

?

11. Novel "Talash e Baharan" ki musanifa ka naam?

Jameela Hashmi

12. 'Raani Kaitki' ki kahani ka musanif kon hai?

Insha Ullah Khan Insha

13.' Bajang Aamad' k musif ka naam bataeye?

Col. Muhammad Khan

14. Shaeri majmooa "Khushboo" ki Shaaira ka naam?

Parveen Shakir

15. Urdu adab ki mukhtasir tareekh kis ne likhe?

Doctor Saleem Akhtar

16. Urdu ki pahli novel nigar khatoon?

Rasheeda Nisa

17. Meer Taqi Meer k kitnay deewan hain?

6

18. Raes ul Mut'ghazleen kis shaair ka khataab hai?

Hasrat Mohani

19. Mirza Ghalib ki sad(100) sala barsi kab manaye gae?

1969

20. Shaah Naama Islam kis ki tasneef hai?

Hafeez Jhulandhari